Thursday, May 16, 2013

Tabeyat ki Narmi


"Tabeyat ki Narmi aur Sakhawat, insan ko Dushmnon k dilon main b Mehboob bana deti hai"

"Tum acha karo aur zamana tum ko bura samjhy, yeh tumharay haq main behtar hai, bajaye is k k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay."


"Wo gunah jo tumhare dil mein ranj paida kare, us naiki s e behtar hai jo tumhare dil mein ghuroor paida kar de."


"barish ka qatraha seepee aur saanp dono k muh main girta hai.
Seepee ussay moti bana deti hai aur saanp zehar bana deta hai.
Jis ka jaisa zarf waisi us ki takhleeq hoti hai."


"Koi GUNAH Lazzat k lye mat karna
q k Lazat khatam ho jaegi GUNAH baqi rahjaega ,
Or koi NEKI taklif ki waja se mat chorna q k
taklif khatam ho jaegi NEKI baqi rahjaege!"



"Agar ksi ka banna chahte ho tou puri haqeeqat se ban jao
Warna,apni zaat main aisi haqeeqat paida kr lo
K koi haqeqat main tumhara ban jaye"



"Ibn-e-adam!
Jab gunahon k bawajood Allah ki naimmatain musalsal tujhe milti rahen tou hoshyaar ho jana, k tera hisaab qareeb aur sakht tareen hai"



"Jab Tum Duniya ki Muflasi say Tang Aa jao aur Rizq ka koi Rasta na Niklay to Sadqa day kar ALLAH say Tijarat karo..."

"Sab se buri Kamai sod ki kamai,
Sab se buri Mazrat wo, jo mot k waqt ki jaey,
Sab se bura Khana yatim ka maal khana he."


"Allah ki shan ye nahe k DUA ka darvaza kholay aur QUBOLIAT ka band kr day Ya TAUBA ka darvaza kholay aur MAGHFIRAT ka darvaza band kr day".


" Tum Kisi Ko Chaho Or Wo Tumhen Thukrade,
To Ye Us Ki Bad Nasibi Hai
Or Us k Bad Tum Usko Zabar Dasti Apnana Chaho To Ye Tumhari Nafs Ki Zillat Hai"


"Jab Tum Duniya ki Muflasi say Tang Aa jao aur Rizq ka koi Rasta na Niklay to Sadqa day kar ALLAH say Tijarat karo..."


"Insan ki izzat aur us se mohabbat karo,kyun k har insan ke andar khuda ki koi Na koi sift maujood Hoti hai."


"Mash'ra kufr k sath to reh sakta hai per na insafi k sath nae reh sakta"


"log dukh nahi detay, un say wabasta umeedain dukh dayti hain."

"Mujhy jannat Sy Zyada Masjid May Bythna Acha Lgta Hai Kyon K jannat May Mera Naffs Khush Ho Ga jab K Masjid May Mera RAB Khush Ho Ga


"Ghulab Ka Phool Bano!
kyun K Yeh Phool Us K Haath Me Bhi Khusboo Chor Daita Hai
Jo Isey Masal Kar Phaink Daita Hai."


"1) Insaan Apni Toheen Muaaf Kar Sakta Hai Bhool Nahi Sakta! 
2) Kabhi Na Girna Kamaal Nahi Bal'k Gir K Sanbhal Jaana Kamaal Hai.!"



"Jiska raabita khuda ke saath ho wo naakaam nahi hota"

"Naakaam wo hota hai Jiski umeedein duniya se  waabasta hon"



''Do tarah se cheezen dekhne me Chotti nazar aati hein
Ek dooor se..,    or     Doosra gharoor se..."


"Apne dushman ko hazaar mouqay do k woh tumhara dost ban jaye. Lekin...
Apne dost ko aik bhi mouqa na do k woh tumhara dushman ban jaye."



"Mein baron ki izzat is liye krta hun k unki nekiyaan mujse zaida hen or choton se pyar is liye krta hun k un k gunah mujse kam hen"

"LOGOO ko USI tarha MAAF karo jaisay TUM KHUDA say UMEED rakhtay ho k wo TUMHAY MUAAF karega."


"Jab main  dastar khuaan par  2 rang k khane dekhta hoon, to Laraz jata hoon!
Aaj phir kisi ka haq mara gaya hay"


"Khush mizaji hamesha khoobsurti ki kami ko poora kr deti hai,
Laykin Khoobsurti khush mizaji ki kami ko poora nahi kr sakti "


"Jis shakhs k ache DOST hon,  woh kabhi ghareeb nahi hota"


"Agar tum Mout ki Raftar ko Daikh Laity to tum Zaroor Ummeedo'n Or Umango'n Sy Nafrat krty Or hrgiz in Me Maghroor Na hoty .....


Thursday, December 23, 2010

LOVE


!!!  Maa  !!!
aaj na jane kyu rone ka man kiya,
Maa ke anchal me sir chupa ke sone ka man kiya
duniya ki bhag doud me kho chuke the rishte sab
Aaj kyu un sare rishto ko ek sire se snjaone ka manb kiya
Kisi din bhid me dekhi thi kisi ki aankhen
Aaj phir un ankhon me khone ka man kiya
Roj sapno se baatein karta tha me
Aaj na jane kyu muh unse muh modne ka mann kiya
Jhut bolta hu apne aap se roz me
Aj na jane kyu khud se ek sach bolne ka man kiya
Dil todta hu sabka apni baato se me
Aaj na jane kyu Ek tuta hua dil jodne ka man kiya
Na jane kyu aj rone ka man kiya



Love is such as Thing ,
A Blind man can see,  A Deaf man can speak,  
A Dumb man can listen it.
Thats Call Love.


(LOVE) Muje apnaker to dekh Tuje pagal na bnadu to khna
Ek (15 year old) Ladka jo ki (17 year old) Ladki se bhut pyar kerta tha ghumne ke liya Ocean Beach per gye, Beach per nhate nhate acahnak Smunder ki laher ayi aur Ladki uske saath bhaker chli ghi, lekin ab Ladka (20 year old hai) ussi Ocean Beach Beach per jata aur khada ho jata jab bhi Smunder ki laher aati usse ek hi baat khata, 

"Tu Jitna Marji Mere Per Chuker Mafi Mag le Main Tuje Maaf ni Kru Ga"



New Love Story                                                                                                

एक छोटी सी लव स्टोरी
एक जंगल में एक चिड़िया और एक चिड़ा रहता था
जो एक दुसरे से बहुत प्यार करते थे,
एक दिन चिड़ा चिड़िया से बोला मैं तुम से बहुत प्यार करता हु
तुम मुझे छोड़ कर तो नही जाएगी,
चिड़िया : अगर मैं आपको छोड़ कर जाऊ तो आप मुझे पकड़ ले ना
चिड़ा: मैं आपको पकड़ तो लुगा पर फिर दिल से प्यार नि कर पाउँगा,
चिड़िया: इतना प्यार करते हो हमसे तो मैं अपने फंक तोड़ देती हु मैं भी आपसे बहुत प्यार करती हु,

एक दिन अचानक तूफान आया चिड़िया अपने घोसले से उड़ ना पाई तूफ़ान ने उन्हें घेर लिया,
चिड़िया: चिडे से बोली आप निकल जाईये अगर तूफ़ान बंद होने तक मैं जिंदा रही तो यही पर मिलूगी,
यहे सुनकर चिड़ा चला गया

तूफ़ान बंद होने के बाद जब चिड़ा वापस आया तो वहा एक चिड़िया मरी हुई पड़ी थी
और पैड की साखा पर लिखा हुआ था की,
मैं तो उसी सी   समय मर चुकी थी जब आप यहा मुझे अकेले छोड़ कर गये थे



ye kesi love story
Ek andhi ladki thi jisse log nafrat kerte the aur use apne paas tak nhi ane dete the

Bas ek hi ladka tha jo use mhobat kerta the aur uske paas jane ke liye tarta tha
Jab us ladki ko pata chla ki koi ladka use etni mhobat kerta hai to use vhe boli
ki kaas mere paas bhi ankhe hoti aur main bhi tum ko dek pati aur tum se pyar keri,
ek do din baad achanak kisi ne uko apni ananke donate ker di aur uske operation   ke bad ladki
ko dikhayi dene lga, tab wo ladka ladki ke paas ata hai pta chala ki ladka khud andha hai wo dekh nahi sakta, to ladki ne bola kit tum to andhe ho tum to muje dek hi nahi sakte to main tum ko kese pyar ker sakti hu,
ladka muskurane laga aur uske hath me ek latter deker bhut dur chla gya ,
us latter me likha tha

"I LOVE YOU FOREVER" and “TAKE CARE OF MY EYES”






Kiya love ek value hai apke liye? ::::- puri duniya me piyar, love, romance ya aap is ehsaas ko jis bhi naam se pukarte ho, uska hangama badta hua h, ise karne ke fyede or na karne ke nuksaano ki lambi fahrasti ginane wale mil jaynge. sabke paas apne-apne armano ki potali hai. jime kuch second ki love story bhi hai. 
jo DTC ke ek bus stop par baalo ki sath thulakte, samdhalte halke asmani skaaf ko dekh kar shru hui or agle stop par us skaaf wali ke utarte hi khatm ya phir kuch gudgudati bachpan ki dhup se yaade, jab English wali techer duniya ki sabse piyari or caring insaan lagti thi ab hum bade ho gaye hain or piyar me bhi tola-masha bher sahi,calculation bhi karne lage hai. piyar ke is tyohar par sabse pale khud pche sabse aham sawaal. 
kiya piyar aapke jivan mai ek adarsh hai, ek value hai? agar aapke liye love ek value hai, to gali me polothin ke tukade ke liye ladte pillo ko dekh kar aap kush ho jaynge. 
park ki banch par uncle ke hath ki lakire ginthi hui anti aapko bahut piyari nazar aaygi.


बचपन की कुछ यादे
शायद ज़िंदगी बदल रही है!!

जब मैं छोटा था, शायद दुनिया
बहुत बड़ी हुआ करती थी..

मुझे याद है मेरे घर से "स्कूल" तक
का वो रास्ता, क्या क्या नहीं था वहां,
चाट के ठेले, जलेबी की दुकान,
बर्फ के गोले, सब कुछ,

अब वहां "मोबाइल शॉप",
"विडियो पार्लर" हैं,
फिर भी सब सूना है..

शायद अब दुनिया सिमट रही है...
.
जब मैं छोटा था,
शायद शामें बहुत लम्बी हुआ करती थीं...

मैं हाथ में पतंग की डोर पकड़े,
घंटों उड़ा करता था,
वो लम्बी "साइकिल रेस",
वो बचपन के खेल,
वो हर शाम थक के चूर हो जाना,

अब शाम नहीं होती, दिन ढलता है
और सीधे रात हो जाती है.

शायद वक्त सिमट रहा है..
.
जब मैं छोटा था,
शायद दोस्ती
बहुत गहरी हुआ करती थी,

दिन भर वो हुजूम बनाकर खेलना,
वो दोस्तों के घर का खाना,
वो लड़कियों की बातें,
वो साथ रोना...
अब भी मेरे कई दोस्त हैं,
पर दोस्ती जाने कहाँ है,
जब भी "traffic signal" पे मिलते हैं
"Hi" हो जाती है,
और अपने अपने रास्ते चल देते हैं,

होली, दीवाली, जन्मदिन,
नए साल पर बस SMS जाते हैं,
शायद अब रिश्ते बदल रहें हैं..
.

जब मैं छोटा था,
तब खेल भी अजीब हुआ करते थे,

छुपन छुपाई, लंगडी टांग,
पोषम पा, कट केक,
टिप्पी टीपी टाप.

अब internet, office,
से फुर्सत ही नहीं मिलती..

शायद ज़िन्दगी बदल रही है.
.
.
.

जिंदगी का सबसे बड़ा सच यही है..
जो अक्सर कबरिस्तान के बाहर
बोर्ड पर लिखा होता है...

"मंजिल तो यही थी,
बस जिंदगी गुज़र गयी मेरी
यहाँ आते आते"
.
ज़िंदगी का लम्हा बहुत छोटा सा है...

कल की कोई बुनियाद नहीं है

और आने वाला कल सिर्फ सपने में ही है..

अब बच गए इस पल में..

तमन्नाओं से भरी इस जिंदगी में
हम सिर्फ भाग रहे हैं..
कुछ रफ़्तार धीमी करो,
मेरे दोस्त,
और इस ज़िंदगी को जियो...
खूब जियो मेरे दोस्त,
और औरों को भी जीने दो...



Mera Bachpan

 

BACHPAN KA ZAMANA HOTA THA Khushiyo ka khzana hota tha,
Chahat chaand ko pane ki,
Dil titli ka diwana hota tha,
Khabar na thi kuch subah ki,
Na shamo ka thikana hota tha,
Thak-haar k school se aana,
Pr khelne b jana hota tha,
Dadi ki kahani hoti thi,
Pariyo ka fsana hota tha,
Barish me kagaz ki kashti thi,
Hr mausam suhana hota tha,
Hr khel me sathi hote the,
Hr rishta nibhana hota tha,
Papa ki wo dat galti pr,
Mummy ka mnana hota tha,
Gam ki juban na hoti thi,
Na jakhmo ka paimana hota tha,
Rone ki wajah na hoti thi,
Na hasne ka bahana hota tha,
Ab nahi rhi wo zindgi JAISA BACHPAN KA ZAMANA HOTA THA.













Search Engine Submission - AddMe